use kya laga tha....main dar jaunga..
use kya pata...dar ke aage main hun.....
use kya laga tha...main tut jaunga...
use kya pata...tufaan ke aage chattan main hun...
use kya laga tha...main akela ho aunga...
use kya pata...sare jahan me main hun....
use kya laga tha..main rota rahunga....
use kya pata....rote hue ke liye muskaan main hun....